kal class men Yogi ji ne kaha tha 
"japan men kala rang ka pen standard hai kya?"

mujhe aisa laga ki haan yah to sahi bat hai
japan men kala rang ka pen se likhna
standard jaisa hota hai. 

kyon japan men aisa mana jata hai

Tabachan ne kaha
saphed kagaz par kala rang
se likhenge to saaph dikhta hai na

Yogi ji ne kaha 
nila rang bhi theek hai na?

haa theek hai

to Yogi ji bole
yah standard ko kya kahte hain?

kya kahte hain??
mujhe laga ki aisi shabd nahin hai
kyonki kala rang se likhne ka
koi paribhasha nahin hai
bachpan se humen kala rang se likhne ki
aadat padti hai.. 



hindi se bat karte samay
main hamesha chinta karti hun ki
mujse galti na ho
islie hamesha hindi bolne se
dar jaisa bhi ragta hai mujhe

classroom to aisi jagah hai
jahan hum galat bat bhi kishi dar ke bina
bata sakte hain 

maine yah bat patshara men suna tha
aur yah shabd hamesha mujhe himmat
deta rahta hai aj tak
aap bhi jante honge
kyonki main to hamesha classroom men
sankoch karti hun